General Diseases
6 General Diseases & Natural Therapies in Hindi

6 General Diseases & Natural Therapies in Hindi - घरेलु उपचार?

Natural or homemade upchaar bhi hume kai prakar ke pain se nijaat dilate hai or aisa karne par aapko bahut accha feel bhi hota hai. Koi bhi bimari generally is level tak serious nahi hoti or nahi uske liye kisi doctor ya physician ki hume need hoti hai balki aap nature therapy se bhi iska aasan or effective treatment pa sakte hai. Hamara manna yahi hai ki aapko bhi in bimariyo ke prakrtik or surkshit tariko ka pata hona chahiye. Yaha hum kuch samany bimariyo or unke gharelu upchaar ki baat karenge.

Back pain - पीठ दर्द का इलाज?

  1. Hamari Backbody ke nichle hisse me kai type ke accu-pressure point hote hai , kamar ke nichle part or hips ke upar kisi bhi family person se karwayi gayi halki masaaj bhi hume pain se aajadi dila sakti hai.
  2. Swayam ya phir kisi family member se alcohol ki masaaj krwana bhi accha tarika hai. isme aapki skin ko acche se saaf kiya jana jaroori h, phir skin par kuch bunde alchohal ki laga kar halke hatho se masaaj ki jati hai.
  3. Chandan ke oil se ki gayi maalish bhi atydhik aaraam deti hai .
  4. Kisi bhi prkaar ki enjury se bachne ke liye hume bhari luggage uthane me vishesh dhyaan rakha jana chahiye yeh kamar or ghutno ke liye bahut jaroori hai.
  5. Cold or hot treatment bhi iska sahi tarika hai, is therapy me garam or thanda pani ya ice lekar 20 minutes tak pain se effected area me shake karna padta hai.
  6. 1 litre pani me one-four sirka boill kare ab isme 2 chammach rosemary mila le phir sirf 5 minute tak kisi geele kapde ya towel se is area me apply karte rahe.
  7. Iske alawa sahi mattress (gadde) ka use krna bhi important hai. Aap jis mattress par sote hai wo na to jyada hard ho or na hi atydhik naram ho.
  8. Apne sone ki position ko samet kar (like kids) or pairo ke neeche pillow lagakar sone se bhi backpain me aaraam milta hai .
  9. Jab aap bed se uthe to ekdam se khade na hokar pehle pairo ko apni or move kare phir sitting ki position me aaye or last me khade hone ki position le.

Headache - सिरदर्द का इलाज?

  • is process me 15 minute tak lete huye gilli patti ya ice ki halki masaaj li jati hai.
  • Ek chammach garlic ka juice, ek chammach honey or usme ek long (clove) milakar sir ke dono side( mind) par masaaj karne se pain kam or mind bhi active ho jata hai.
  • Potato ke do bade slice katkar head ke dono side 30 minute tak rakhna bhi useful h.
  • Papermint (pudina) ki chai bhi dard ko kam kar turant aaraam deti hai. Chamomile (jadi-buti) ki chai bhi headache ko relax kar deti hai .
  • Apni fingerprint (anguli ke pore) se bhi halki masaaj kar dard me aaraam paya ja sakta hai.

Nasal congestion - Naak Band Ka ilaaj 

  • Neelgiri ke patte ek katori me ubal kar iski bhap le, aisa karne parne jaldi rahat milti hai or yeh band naak ko aasani se khol deti hai.
  • Be-patti, daal-cheeni or rishi aadi jadi-butiyo ko barabar matra me mix kar leve phir garam pani me kuch der rakhe iski smell (gandh) bhi band naak kholne ka kaam krti hai.
  • Honey or apple ka vinegar ek gilas pani me do bade chammach milakr piye or is position par 3 -5 minute hold kare.
  • Kisi garam pani ke bartan me pani par apna head towel se dhak(cover) kar bhap le.

Dermatitis - जिल्द/चमड़े की सूजन का इलाज?

  1. litre pani me 500 mg daliya ubaal kar, phir thanda kar, use infected area par lagaye.
  2. alchohal bnanae me use hone wali yeast ko milk, yogurt (dahi) ya kisi juice ke sath mix kare, yeh skin ki sujan ko kam karte huye natural cleaner ki tarah kam karta hai.
  3. Thyme (ajvayan) bhi garam pani se liquid banakar iska paste bana liya jaye to yeh bhi skin ki jalan or khujli ko kam kar deti hai .
  4. Chai ke ped ka oil bhi kuch bunde spanj par lagakar skin par masaaj kare to masaj karne se prbhavit area me aaraam milta hai.
5 Skin care Tips in Hindi: home romedies

Migraine - सिरदर्द के आधे या कभी पुरे हिस्से में जबरदस्त दर्द?

  1. Kele ke chilke par shraab ki kuch bunde lagakar maalish krne se aaraam milta hai. Kyoki yeh hamari skin se haanikarak toxins ko sonkh leta hai.
  2. Ek din me 100 mg badam khane se andorphin naamak liquid banta hai jo bhyankar sir dard ko kam kar deta hai .
  3. Jadi-buti ki chai bhi tej head-ache me turant relax deti hai.
  4. Bina sugar ke bani ek cup coffee pene se bhi sir dard me rahat milti hai.
  5. Ek band kamra jaha bahut kam light or air ho waha garam or thande pani ya ice ki masaaj bhi teji se hone wala sir dard ko mita sakti hai. isse hamara blood-circulation bhi sudhrta hai or body ki muscles ko bhi rest milta hai
Tamatar ke fayede Health Benefits of Tomato in Hindi

Constipation - kabj ka ilaaj कब्ज का इलाज?

  1. nimboo ke ras ko sath milakar bana daliya kabj me rahat deta hai.
  2. Jaitoon ka oil bhi maalish krne par kabj me kami lata hai, iske adhik fayde ke liye taja jaitoon ka oil nabhi par ek hi direction me masaaj kare.
  3. Apple ko chilka hatakar khane par bhi aapki paachan-shakti improve hoti hai.
  4. Mallow ke chai bhi breakfast se pehle khali pet lene par aanto ki safaai krti hai.
  5. Orange or kiwi ka juice milakar ek gilas khali pet lene se bhi digestion improve hota hai or yeh kabj door krne me jaroori fibre bhi body 

प्रामाणिक जड़ी बूटियों, लाभों और घरेलू उपचारों के बारे में अधिक जानने के लिए हमसे जुड़े रहें!
कृप्या ध्यान दें  बताये गए घरेलु नुस्खे  को आजमाने से पहले एक बार डॉक्टर से परामर्श जरूर करे 
Homeromedies से जुड़े अन्य अपडेट लगातार हासिल करने के लिए हमें Facebook पर ज्वॉइन और Twitter पर फॉलो करें... साथ ही पाएं ताजा  हेल्थ टिप्स, ब्यूटी के कारगर नुस्खे और टिप्स से जुड़ी खबरें भी.